🔍
🎵
—
—
Home› Songs› Jessy Robin› चरनी में देखो

Charni Mein Dekho (चरनी में देखो) Lyrics

Charni Mein Dekho — by Jessy Robin
Jessy Robin· Christmas Songs· Jul 13, 2026 ·113 views

Charni Mein Dekho Telugu Lyrics

चरनी में देखो पैदा हुआ है,
मरियम का राजदुलारा (2)
आओ हम भी चलें उसका वंदन करें
हम भी चलें उसका वंदन करें – (2)
आओ तन मन धन अर्पण करें
जग के पापो को हरने को आया
हमको जीवन देने को आया (2)
परमेश्वर का पुत्र वो प्यारा
है वो हमारा प्रभु (2) ||आओ हम||
अब आओ विश्वासियों जय जय करते आओ
अब आओ हम चलें बेथलहम को
चरनी में देखो महिमा का राजा
अब आओ हम सराहें – (3)
ख्रीष्ट प्रभु को
आओ मिलकर उसको सराहें
उसकी महिमा में गीत गायें (2)
जग का वो है तारनहारा
है वो हमारा प्रभु (2) ||आओ हम||

Charni Mein Dekho English Lyrics

Charni Mein Dekho Paidaa Huaa Hai
Mariyam Kaa Raajdulaaraa (2)
Aao Hum Bhee Chalein Uskaa Vandan Karein
Hum Bhee Chalein Uskaa Vandan Karein – (2)
Aao Than Man Dhan Arpan Karein
Jag Ke Paapon Ko Harne Ko Aayaa
Humko Jeevan Dene Ko aayaa (2)
Parmeshwar Kaa Puthra Wo Pyaaraa
Hai Wo Humaaraa Prabhu (2) ||Aao Hum Bhi||
Ab Aao Vishwaasiyon Jai Jai Karthe Aao
Ab Aao Hum Chalein Bethlehem Ko
Charni Mein Dekho Mahimaa Kaa Raaja
Ab Aao Hum Saraahein (3)
Kreesth Prabhu Ko
Aao Milkar Usko Saraahein
Uski Mahimaa Mein Geeth Gaayein (2)
Jag Ka Wo Hai Thaaranhaaraa
Hai Wo Humaaraa Prabhu (2) ||Aao Hum Bhi||

Watch the Video

चरनी में देखो video
▶
Watch Official Video

About the Song

Charni Mein Dekho (चरनी में देखो) by Jessy Robin — a christmas song, with lyrics in Telugu script and English transliteration above. The song has 4 verses/sections. More songs by Jessy Robin.

Frequently Asked Questions

Who sang Charni Mein Dekho (चरनी में देखो)?
Charni Mein Dekho (चरनी में देखो) is a Telugu Christian worship song by Jessy Robin.
What are the lyrics of Charni Mein Dekho (चरनी में देखो)?
The full lyrics of Charni Mein Dekho (चरनी में देखो) are on this page in Telugu script and in English transliteration.
Can I read Charni Mein Dekho (चरनी में देखो) in English letters?
Yes. An English-letter (transliterated) version of the lyrics is provided on this page, so you can sing along even if you cannot read Telugu script.
Is there a video of Charni Mein Dekho (चरनी में देखो)?
Yes. The video is embedded on this page, so you can watch it while reading the lyrics.