🔍
🎵
—
—
Home› Songs› झूमो नाचो

Jhumo Naacho (झूमो नाचो) Lyrics

Jhumo Naacho
Christmas Songs· Feb 24, 2026 ·56 views

Jhumo Naacho Telugu Lyrics

झूमो नाचो खुशी से आज
यीशु पैदा हुआ (4)
यीशु पैदा हुआ – (3) ||झूमो||
बैतलहम की छोटी नगरिया
चमका सितारा है
चरनी मे आया यीशु मसीहा
दूतो ने गया ये (2)
प्रभु सबका आया
यीशु सबका आया – (2) ||झूमो||
राजा सब घबरा ही गये
यीशु के आने से
द्वार द्वार ढुंढ़वाया यीशु को
पाया पता ना रे (2)
यीशु राजा हुआ (3) ||झूमो||
आनंद खुशिया आई जगत मे
यीशु के आने से
ज्योति मुक्ति आई जगत मे
यीशु के आने से (2)
मुक्ति दाता आया – (3) ||झूमो||

Jhumo Naacho English Lyrics

Jhumo Naacho Kushi Se Aaj
Eeshu Paidaa Huaa (4)
Eeshu Paidaa Huaa – (3) ||Jhumo ||
Bethelehem Ki Choti Nagariyaa
Chamkaa Sithaaraa Hai
Charni Mein Aayaa Eeshu Masihaa
Doothone Gaayaa Ye (2)
Prabhu Sabkaa Aayaa
Eeshu Sabkaa Aayaa – (2) ||Jhumo ||
Raajaa Sab Ghabraa Hee Gaye
Eeshu Ke Aane Se
Dwaar Dwaar Dundvaayaa Yeeshu Ko
Paayaa Pathaa Naa Re (2)
Yeeshu Raajaa Huaa (3) ||Jhumo ||
Aanand Khushiyaa Aayi Jagath Mein
Eeshu Ke Aane Se
Jyothi Mukthi Aayi Jagath Mein
Eeshu Ke Aane Se (2)
Mukthi Daathaa Aayaa – (3) ||Jhumo ||

Watch the Video

झूमो नाचो video
▶
Watch Official Video

About the Song

Jhumo Naacho (झूमो नाचो) — a christmas song, with lyrics in Telugu script and English transliteration above. The song has 4 verses/sections.

Frequently Asked Questions

What are the lyrics of Jhumo Naacho (झूमो नाचो)?
The full lyrics of Jhumo Naacho (झूमो नाचो) are on this page in Telugu script and in English transliteration.
Can I read Jhumo Naacho (झूमो नाचो) in English letters?
Yes. An English-letter (transliterated) version of the lyrics is provided on this page, so you can sing along even if you cannot read Telugu script.
Is there a video of Jhumo Naacho (झूमो नाचो)?
Yes. The video is embedded on this page, so you can watch it while reading the lyrics.