🔍
🎵
—
—
Home› Songs› Jessy Robin› सारे जहां का उजाला

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला) Lyrics

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa — by Jessy Robin
Jessy Robin· Christmas Songs· Feb 24, 2026 ·83 views

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa Telugu Lyrics

बेतलहम में चमका सितारा
मजूसियों को राह दिखाया (2)
चरनी में देखो जन्म लिया है
सारे जहां का उजाला (2) ||बेतलहम||
परमेश्वर का पुत्र है येशु
मानव रूप जो धारण किया
स्वर्गीय महिमा छोड़कर उसने
गौशाले में जन्म लिया (2) ||चरनी में||
पापों में डूबे हुए जहां को
पापों से मुक्ति देने वो आया
दुखों से टूटी मानवता को
अपनी शांति देने वो आया (2) ||चरनी में||

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa English Lyrics

Bethlehem Mein Chamkaa Sithaaraa
Majusiyon Ko Raah Dikhaayaa (2)
Charni Mein Dekho Janm Liyaa Hai
Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (2) ||Bethlehem||
Parmeshwar Kaa Puthra Hai Yeshu
Maanav Roop Jo Dhaaran Kiyaa
Swargeeya Mahimaa Chodkar Usne
Gaushaale Mein Janm Liyaa (2) ||Charni Mein||
Paapon Me Dube Hue Jahaan Ko
Paapon Se Mukthi Dene Vo Aayaa
Dukhon Se Tooti Maaanavthaa Ko
Apni Shaanthi Dene Vo Aayaa (2) ||Charni Mein||

Watch the Video

सारे जहां का उजाला video
▶
Watch Official Video

About the Song

Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला) by Jessy Robin — a christmas song, with lyrics in Telugu script and English transliteration above. The song has 3 verses/sections. More songs by Jessy Robin.

Frequently Asked Questions

Who sang Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला)?
Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला) is a Telugu Christian worship song by Jessy Robin.
What are the lyrics of Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला)?
The full lyrics of Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला) are on this page in Telugu script and in English transliteration.
Can I read Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला) in English letters?
Yes. An English-letter (transliterated) version of the lyrics is provided on this page, so you can sing along even if you cannot read Telugu script.
Is there a video of Saare Jahaan Kaa Ujaalaa (सारे जहां का उजाला)?
Yes. The video is embedded on this page, so you can watch it while reading the lyrics.