🔍
🎵
—
—
Home› Songs› तेरी आराधना

Theri Aaraadhanaa (तेरी आराधना) Lyrics

Theri Aaraadhanaa
Worship Songs· Feb 24, 2026 ·60 views

Theri Aaraadhanaa Telugu Lyrics

तेरी आराधना करूँ (2)
पाप क्षमा कर, जीवन दे दे
दया की याचना करूँ
तेरी आराधना करूँ
तू ही महान, सर्वशक्तिमान
तू ही हैं मेरे जीवन का संगीत (2)
ह्रदय के तार, छेड़े झनकार (2)
तेरी आराधना है मधुर गीत (2)
जीवन से मेरे तू महिमा पाये
एक ही कामना करूँ ||पाप क्षमा||
सृष्टि के हर एक कण कण में
छाया है तेरी ही महिमा का राज (2)
पक्षी भी करते हैं तेरी प्रशंसा (2)
हर पल सुनाते हैं आनंद का राग (2)
मेरी भी भक्ति तुझे ग्रहण हो
ह्रदय से प्रार्थना करूँ ||पाप क्षमा||
पतित जीवन में ज्योति जला दे
तुझ ही से लगी है आशा मेरी (2)
पापमय दम तू दूर हटा दे (2)
पूर्ण हो अभिलाषा मेरी (2)
जीवन के कठिन दुखी क्षणों का
दृढ़ता से समाना करूँ ||पाप क्षमा||

Theri Aaraadhanaa English Lyrics

Theri Aaraadhanaa Karu (2)
Paap Kshamaa Kar, Jeevan De De
Dayaa Kee Yaachanaa Karu
Theri Aaraadhanaa Karu
Thu Hee Mahaan, Sarva Shakthimaan
Thu Hee Mere Jeevan Kaa Sangeeth (2)
Hruday Ke Thaar Chede Jhankaar (2)
Theri Aaraadhanaa Hai Madhur Geeth (2)
Jeevan Se Mere Thu Mahimaa Paaye
Ek Hee Kaamanaa Karu ||Paap Kshamaa||
Srushti Ke Har Ek Kan Kan Mein
Chaayaa Hai Theri Hee Mhimaa Kaa Raaj (2)
Pakshee Bhi Karthe Hai Theri Prashamsaa (2)
Har Pal Sunaathe Hai Aanand Kaa Raag (2)
Meri Bhee Bhakthi Thuje Grahan Lo
Hruday Se Praardhanaa Karu ||Paap Kshamaa||
Pathith Jeevan Mein Jyothi Jalaa De
Thujh Hee Se Lagee Hai Aashaa Meri (2)
Paapmay Dum Thu Door Hataa Do (2)
Poorn Ho Abhilaashaa Meri (2)
Jeevan Ke Katin Dukhee Kshano Kaa
Chadthaa Se Saamnaa Karu ||Paap Kshamaa||

Watch the Video

तेरी आराधना video
▶
Watch Official Video

About the Song

Theri Aaraadhanaa (तेरी आराधना) — a worship song, with lyrics in Telugu script and English transliteration above. The song has 4 verses/sections.

Frequently Asked Questions

What are the lyrics of Theri Aaraadhanaa (तेरी आराधना)?
The full lyrics of Theri Aaraadhanaa (तेरी आराधना) are on this page in Telugu script and in English transliteration.
Can I read Theri Aaraadhanaa (तेरी आराधना) in English letters?
Yes. An English-letter (transliterated) version of the lyrics is provided on this page, so you can sing along even if you cannot read Telugu script.
Is there a video of Theri Aaraadhanaa (तेरी आराधना)?
Yes. The video is embedded on this page, so you can watch it while reading the lyrics.